Dabango ne ek dalit mahila ko ardhnagan kiya . (Code: BR-EC-03, Date: 15-Sep-2012 )

Back to search

Case Title

Case primary details

Case posted by NDMJ-Bihar
Case code BR-EC-03
Case year 15-Sep-2012
Type of atrocity Garlands with footwear or parades naked or semi-naked
Whether the case is being followed in the court or not? No

Fact Finding

Fact finding date

Fact finding date Not recorded

Case Incident

Case Incident details

Case incident date 15-Sep-2012
Place Village: Not recorded
Taluka:Not recorded
District: Motihari(DP)
State: Bihar
Police station Not recorded
Complaint date 15-Sep-2012
FIR date 15-Sep-2012

Case brief

Case summary

Ghatna 15.09.2012 ki subah sadhe sat baje ki hai . aapradhigan victims ke bagalgir hai. donon ka oriyani sata hua hai. ukt tithi ko aapradhigan akaik victim ke darwaje par aaya aur victim Ashok Baitha ka nam lekar galiya dete huye bulaya . sri Baitha jyon hi ghar se nikala appradhigan sala dhobi harijan tumhara man badh gaya hai kahate huye lohe ke rad se prahar karane laga sri Baitha buri tarah ghayal ho gaya  . unka ak hath bhi aapradhiyon ne mar kar tor diya . Ashol ke rone chilane ki awaj sunkar unka bhai umashakar Baitha , unki mata tatha ghar ke kai sadasy aaye sabhi ko aapradhiyon ne buri tarah se pitai ki. Ashok ne apne mobile se SHO dhaka ko suchana di kintu police ghatana sthal par nahi pahuch payi . 

harmankar victim or unke pariwar sadasygan gari bhara kar elase ke leye dhaka aane lage to Raste men aapradhiyon ne unhe gher liya or punah victim ashok Baitha ke bhai umabaitha ki jabradast pitai ki tatha unki mata ko semi necked kar duroyavahar kiya . umashakar baitha ko bhi nanga kar pitai kiya . logon ke bich bachao ke bad victim thana pahucha vaha likhit application diya or Refral hospital men Iase karaya. 

Ghatana ka karan 

1. victims ka Dalit hona

2. aapradhi davara awaidh sharab beche jane ka virodh karna . 

3. varsha ka pani nikasi ghatna ka tatkalin karan hai . 

Total Visitors : 6565247
© All rights Reserved - Atrocity Tracking and Monitoring System (ATM)
Website is Managed & Supported by Swadhikar